Alif Se (Mr. X) Lyrics

Song : Alif Se
Movie : Mr. X
Singer : Ankit Tiwari, Neeti Mohan
Lyrics : lyrics.pianodaddy.com
Piano Notes : notes.pianodaddy.com
Guitar Chords : guitar.pianodaddy.com
Sargam Notes : sargam.pianodaddy.com







In dino meri ab saanson me ho raha kharch tu
Kar yakeen meri an jeene ki ban gaya shart tu
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le mere alfaazon se tu
Boond boond girta rehta hai
Sun zara meri awaazon ke tu
Saath saath behta rehta hai

Tu khudko dekh na paye jahan me wo jagah hu
Main teri dhadkano ki gintiyon ki bhi wajah hoon
Main teri dhoop mein roshan hua qatra hoon koi
Na jiske peeche koi raat ho me wo subah hoon
Tu woh subah hai..

Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

Dekh le meri inn aankhon mein tu
Khwaab se milta-julta hai
Sach hai ye har jagah neendon pe tu
Roz roz ugta rehta hai

Main khud se hi juda khud se riha
khud main dhuaan hoon
Ki main hi ab nahi mujh mein
Bata ki main kahaan hoon
Main tere khwabo ke behte kinaro pe khada hun
Tu mud ke dekh le mujhko
main tera hi nishaan hoon
Tu hi nishaan hai o...

Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu
Alif se aipar tu yahaan sheh par tu
Khuda pe naksh hai tera, ishq ka paikar tu

No comments:

Powered by Blogger.