Swachh Bharat Ka Irada (Kailash Kher) Lyrics

Song : Swachh Bharat Ka Irada
Album : Swachh Bharat Mission–Song
Singer : Kailash Kher
Lyrics : lyrics.pianodaddy.com
Piano Notes : freenotes.pianodaddy.com
Guitar Chords : guitar.pianodaddy.com
Sargam Notes : www.sargambook.com
Sheet Music : www.pianoping.com









Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
Ye vada kar liya humne.
Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne ye vada,
Ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada kar liya humne,
Desh se ye vada kar liya humne.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Humse niklegi swachhta ki ek nadi,
Chal-chal-chal, kal-kal-kal,
Ek dhuli si jindagi.
Swachhta ki jyot lekar ghar-ghar jayenge,
Saaf suthri Roshini mein sab nahayenge.

Swachh Bharat Ka Irada,
Irada kar liya humne desh se apne vada,
Ye vada kar liya humne.

Har gali ab unnati ki raah jayegi, (Jayegi..)
Dhoop asha ki aangan aangan gayegi, (Gayegi..)

Swapna Gandhi Ji ka, ab sakar karna hai,
Swachhta ka desh mein ab tyohaar karna hai.

Khud se hi karni hogi shuruaat,
Banaye Swachh Bharat saath-saath.
Ek pavitra si hawa bahegi,
Ujjwal-Ujjwal ho Bharat.
Kona-kona nirmal hoga,
Vishwa kahega jay Bharat
Jaag uthenge bhagya hamare
Swachh banega ye bharat
Jaag uthenge bhagya hamare
Swachh banega ye bharat

No comments:

Powered by Blogger.