Main Nai Jaana Pardes (Tevar) Lyrics

Song : Main Nai Jaana Pardes
Movie : Tevar
Singer : Shruti Haasan
Piano Notes : www.pianodaddy.com
Guitar Chords : guitar.pianodaddy.com
Lyrics : lyrics.pianodaddy.com








Na sajna na bhej mujhe main nai jaana pardes
Na sajna na bhej mujhe main nai jaana pardes
Le ja aaj is angna sajna maan lo apna des ve
Main nai jaana khede aangna
Main nai jaana khede aangna
Main nai jaana khede aangna

Sar se chunar ko kheench ke toone
Kar diya ambar saara
Chhod ke kaise saath sajna ab jaaun main tera
Na bhejna sajna mujhko
Main nai jaana, nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana, main nai jaana kede aangna
He nai main jaana kede aangna
Nai main jaana kede aangna

O nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana ve
Nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana
Nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana
Nai jaana, nai jaana ve sajna

Kaandhe tere chhat ab meri
Baahein teri meri chhaon
Ib na koi hor thikana
Dil hai tera mera gaaon
Na bhejna sajna mujhko
Main nai jaana, nai jaana
Nai jaana main nai jaana
Main nai jaana, main nai jaana kede aangna
Nai main jaana kede aangna
Nai main jaana kede aangna

O nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana ve
Nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana
Nai jaana, nai jaana
Ve sajna ve chhad tainu nai jaana
Nai jaana, nai jaana ve sajna

No comments:

Powered by Blogger.