Tu Mere Paas (Wazir) Lyrics

Song : Tu Mere Paas
Movie : Wazir
Singer : Ankit Tiwari
Lyrics : lyrics.pianodaddy.com
Piano Notes : notes.pianodaddy.com
Guitar Chords : guitar.pianodaddy.com
Sargam Notes : www.sargambook.com








Main hoon aadha mujh mein
Baaki aadha hai tu
Dil mein kam hai dhadkan
Yaara zyaada hai tu

Bin sune sun lunga main
Bin kahe tu kehna
Tu.. mere mere paas toh hai na..
Tu.. mere mere paas toh hai na..

Pyaar hai aisa khel yaara
Tanha koi bhi jeeta nahi
Tu jahaan thak ke beth jaaye
Adh jaaunga main bhi wahin

Bin sune sun lunga main
Bin kahe tu kehna
Tu.. mere mere paas toh hai na..
Tu.. mere mere paas toh hai na..

Baarishein kitni dil se guzri
Meri aankhein na bheegi kabhi
Tu agar pal bhar door jaaye
Baadlon saa main ro doon abhi

Bin sune sun lunga main
Bin kahe tu kehna
Tu.. mere mere paas toh hai na.. haan..
Tu.. mere mere paas toh hai na.. haan.

No comments:

Powered by Blogger.